Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2020

facebook account kaise banaye - new create facebook account

step 1 सबसे पहले google में search करे www.facebook.com type करे उपर फ़ोटो में हैं वैसा आयेगा उसपर क्लिक करे step 2  जब आप facebook home में पहुँच जाते हैं  तब आपको create new account बटन दिखाई देता हैं  उसपर क्लिक करे जैसा ऊपर फ़ोटो में दिखाया गया है  step 3 create पर क्लिक करने के बाद आपसे आपका name और surname पूछता हैं उसे डाले और next  पर क्लिक करे  step 4  अब आप अपनी birthday date डाले और फिर next पर क्लिक करे step 5  अब आपको अपना mobile number डालना हैं और अगर मोबाइल नंबर की जगह email address डालना  चाहते हो तो next बटन के नीचे sign up with email address पर क्लिक करे और gmail address डालकर next बटन पर क्लिक करें जब आप mobile number और email id डालते हैं  तो एक बात याद रखे इस पर एक password  (OTP ) आता जिसे डालने के बाद ही आपका facebook account create होता हैं  इसलिए अपना ही mobile number और email id डाले step 6  जब  आप mobile number और ema...

10 Tips SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe in hindi-mrohiblog

10 Tips SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe in hindi  Search result me achi rank paane ke liye SEO Friendly Content bahut jaroori hai. Lekin SEO Friendly Article likhna ek aasan kaam nahi hai , ek SEO Frienldy post likhne ke liye bahut sochna padta hai aur achi technique ka istemal karna padta hai. Aaj mai aapko bataunga SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe . SEO aapki puri website ko achi tarah se optimise karne aur website ranking me improvement laane ke liye bahut help karta hai lekin right SEO Technique bahut jaroori hai. SEO Friendly Blog Post likhne ka main wajah hai ki blog post ko search engine ke mutabiq optimisation karna hota hai, taki search engine ko aapke content ke bare me pata chale aur aapki ranking badhe jaldi se . To chaliye jante hai website ke liye SEO Friendly content kaise likha jaata puri detail me. SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe Ek achi SEO Friendly Post aapke blog ki search engine ranking ko badhati hai aur aapke post ko google ke pahle p...

What is On Page SEO | On Page SEO Kya hai - Best SEO Tips In Hindi mrohiblog

What is On Page SEO | On Page SEO Kya hai - Best SEO Tips In Hindi Aaj ke is post me ham baat karne wale hai ki What is On Page SEO | On Page SEO Kya hai ? Jisme ham On page Optimization ke baare me puri detail me baat karenge. Dosto SEO 2 tareeke ke hote hai ek On Page SEO aur dusra Of Page SEO jo ki bahut hi jyadah jaroori hota hai agar kisi post ko google ke page rank karwana hai to , To dosto aap is post ko ache se read kariye mai ummeed karta hoo ki aapko ek achi jankari doo, jo aapke kaam aaye. What is On Page SEO On Page SEO Kya Hai ? Dosto On Page SEO ek SEO ka part hai jo aapko rank karne me bahut madad karta hai, SEO ka matlab (Search Engine Optimization) jis ke wajah se aap apne page ko google ke first page me aasani se rank karwa sakte hai. On Page SEO ki jab bhi baat aati hai to aapne abhi tak yahi padha hoga ki On Page SEO Kya hota hai lekin is article me...