Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2020

computer me screenshort kaise lete hain

smartphone computer  yaa laptop jaise device ke screen ke user imterface ka photo lena screenshort kehlata hai  jo log computer aur mobile ka istemal karte hai unke liye screenshort ek mahtavprun chiz hain screenshort ke dwara bahut saare samsyayo ka samadhan ho jata hain screenshort ka kya upyog hain maan lijiye aap ke computer me koi error aa gaya ya kisi tarah ki koi pareshani ho gayi ya fir aap apne computer par koi kaam kar rahe hai aur usko pura kaise kare aap ke samaj me nahi aa raha hai toh aap uska screenshort leke apne kisi dost ya computer ke jankar ko bhej sakte hai jisko dekh ke saamne wala insaan aapke samasya ka samadhan aap ko bata dega smartphone me screenshort kaise le mobile me screenshort lene ke kai tarike hain kai mobile me screenshort lene ke liye ek visual button hota hain jisko aap screen ke daap down menu me dekh sakte hain kai dusre mobile me power button aur volume button ek sath daba ke screenshort liya jata hain computer me screenshort kaise lete hai

google drive se delete hui file ko restore kaise kare

aaj ham is post me jaanege ki google drive se delete hui file ko recover kaise kare agar aap ne galti se koi file ko delete kardiya hai aur use file ko recover karna chahte hai toh fir aap is post ko last tak padhe google drive me online koi bhi document ya file ham rakh sakte hai kai website ya youtube iska use apne visitor ko file ya folder download ke liye bhi use karte hai ye aap ko free me file share aur file upload karne ke liye free space deta hai aap in file ko kisi bhi PC ya laptop me open kar sakte hai apne gmail id ke help se ise use karna bahut hi asan hai bas aap ko google drive ke website pe jana hoga aur login karke apne account ko open karke kisi bhi file ko aap open kar sakte hai google drive bahut hi best option hai agar aap apne file ko online rakhna chahte ho to isme aapko kai tarah ke facility bhi diya gaya hai inme se ek trash bhi hai  agar aap ka koi file delete ho gaya hai galti se toh voh aapke trash folder me raheta hai jab tak aap trash folder ko delet