Skip to main content

What Is PNB ? Private Blog Network Kya Hai ?

PBN (Private Blog Network) Kya Hai? PBN को आप Private Blog Network भी कह सकते है। सीधी भाषा में बताऊ तो PBN bahut se blog milkar banta hai ये भी एक सिंपल ब्लॉग की तरह ही होते है।


उदहारण के लिए मेरे पास एक ब्लॉग है तो ये हो गया – Blog. उसी तरह मेरे पास और भी 10-15 ब्लोग्स है तो इन सब को मिलाकर मेरे पास एक नेटवर्क बन गया जिसको में Blog Network कहूंगा। अब आपको पता है की ये सब मेरे ब्लोग्स है।


 लेकिन अगर में इन् सबकी Identity आपसे छुपा दू। या फिर ऐसे कहु की मेरा एक ब्लॉग मेरा भाई अपने नाम से , एक ब्लॉग मेरे मामा का लड़का अपना नाम से और मेरी मौसी का लड़का अपने नाम से चला रहा है।


इस तरह मेरे सभी ब्लॉग अलग अलग नाम से resistered है। ये सब ब्लॉग मेरे ही है पर मैंने इनकी पहचान आपसे छुपा दी है। तो ये सब Private हो गए। तो इस तरह से मेरे पास एक Private Blog Network बन गया। तो सिंपल भाषा कहु तो PBN बहुत से ब्लॉग को मिलाकर एक नेटवर्क बनता है। जिसमे सभी ब्लोग्स की पहचान गुप्त(Private) है। इन सब को मिलकर एक प्राइवेट ब्लॉग नेटवर्क बनता है।



What Is PNB ? Private Blog Network Kya Hai ?



What Is PNB ? Private Blog Network Kya Hai ? in hindi Agar App Blogging ya Phir Website Se related koi kam karte hai to app sab ne kabhi na kabhi yeh PBN (Private Blog Network) Kya Hai? Ye word Jurar suna hoga. Apne yeh Jurar Suna hoga Ki Aakhir Yeh Word kya hai. Jo baar baar apke sapne Yeh word aa reha hai. Chalo Ajj Apko Samja hi dete hai ki yeh Word hai kya aur voh bhi bilkul details Me.

Vaise to kuch Websites ka kehna hai ki. ( Jo PBNs kafi time se kar rehe hai) ki PBN Ko Banana Bahut Aasan hai. But usko MAnage karna Bahut Mushkil Work hai, Aur yeh Aur Bhi Hard ho jata hai Jab apke pass bahut bada network ho. Chalo phele hum aapko bta dete hai ki yeh PBN hai kya? aur kasie kaam karta hai.


PBN (Private Blog Network) Kya Hai?


PBN ko aap Private Blog Network BHi Bool sakte hai. Ek Word Mein Btayu toh PBN Bahut sare Blogs ko Milta kr Banta hai. PNB Koi Jaadu nahi hai, yeh Bhi ek Simple Blogs Ki thrah Hota hai.


Like Mere Pass yeh Blog hai Ap suppose kro ki Free Article Mix Yeh mera ek Blog hai. Ussi Tarah Mere Pass Aur bhi 15- 16 Blogs hai. To in sab ko mila kar mere pass ek Network Ban gaya jisko mein Blog Network– Boluga. Ab aapko Pta hai ki yeh Sab mere Blogs hai.


Lekin Ab Mein In Sab Ki Identity Ap Sab Se chupa du, Ya Aise bolu ki Mera ek Blog Mere Bhai Ke Naam per hai, ek Mere Mamu Ke bete ke Naam per hai, 3rd mere Massi ke Naam per hai aur yeh Sab Blogs Chala rehe hai.


Iss Trah Mere Sabhi Blogs alag alag Name se banaya hai. Yeh Sab Blogs Mere hai lekin Maine In sab Blogs ke Names Apse Chupa diye hai. To yeh Sab Private hai. In sab Ko Mila kar ek Private Blog Network Banta hai.


Simple Language mein Bolu to PBN Bahut se Blogs Ko mila kar Bnata hai. Jis me Sabhi Blogs ki Information Private hai air kisi ko Nahi pata ki yeh Blogs Kis Naam per registered hai. In sab ko Mila kar ek PBN (Private Blog Network) Kya Hai? Banta hai.


Note: PBNs Blogs ek High Quality ke Hote hai. PBN Network Banae ke Liye Expired Domains Ka Sab se Jayda Use Kiya Jata hai.


Note: Jurari Nahi ki PBN sirf Blogs ko Mila kar banta hai. PBNs Ap Web 2.0 ka bhi bna sakte ho.


Muje Laghta hai Ki ab Apko Achi Tarah se pata Chla gya hoga ki PBN (Private Blog Network) kya hota hai? Agar apke Dimagh me Koi Question hai to phir Comment kar ke Puch saakte ho. Mein Uska answer Jurar Dunga.


PBN (Private Blog Network) Kis Kaam Aata hai?

To aapko yeh samaj aagya hoga ki Private Blog Network Kya hai. Lekin ap sab yeh soch rehe honge ki bhai yeh sab humare kis kam Ayega?, koi Blog network ka kar kya krege?. Aur Benifits kya hai hume Private Blog Network ka? yeh Sab apke minds me questions aa rehe honge.


Friends vaise mein apko bata du ki Blogs network Banne ki koi Jurart ho sakti hai. Lekin Private Blog Network bnaneki main ho sakta hai. Private Blog Network Bnane ki ka main use hota hai voh hai Backlinks.


Private Blog Network Ka main use backlink Banane ke kiye kiya jata hai. kyunki apke sabhi blogs private hote hai. aur jb Un blogs se kisi Blog / Website ko backlink Mill jata hai to Google Baba Sochte hai ki usko Kisi high Quality Blog se Baclink mil reha hai.


Aur Voh Blog Bhi Google baba ki nazar mein High Quailty Blog Banne Lag jata hai. jiska Fayda Blogs ko Mill Jata hai Jisko high Quality Backlinks mile ho. Google ko yeh pata hai hota hai ki yeh sab apke blogs hai, kyunki apne Voh blogs kisi aur ke name per banaye hote hai aur private rekhe hote hai.


Kyunki Apke Blogs ki Authority Acchi hoti hai. To jab App kisi Website Ya Blogs ko Backink dete ho to isse Link Juice pass Hota hai. Matlb Ki isse kya hoga ki jinko apne Backlinks Diye hote hai unke domains ki bhi Authority Bhi increase hone Lag jati hai. aur jo uss Website/Blog ko Rank Karwane me help karti hai.


Iska Main Use Backinks Bnane ke Liye Kiya jata hai.


Note: Kya App jante ho ki Internet Marketing mein ek High Quality Backlink ko 10$ se lekar 500$ tak sell kiya jata hai. Aur kush Website/blogs backlinks dene ke liye Monthly Charge karte hai.


PBN ( Private Blog Network) me sab se jyda pucha jane wala Question:


Question: kya Hum PBN ke sath Google Adsense Approve karwa ke earn kar sakte hai?


Answer: Yes haan ap aisa kar sakte ho, Lekin Agar Bat 5-6 Wesbites/blogs ki hai to ap adsense use kar sakte ho. Lekin apko sabhi Blogs/ websites ko Different Different Adsense Accounts se Connect karna Padhega. Kyunki hume apni Information Google se Chupani hai varna Google ko pta chal jayega. kyunki Google Hume Har time Track Karta rehta hai. Lekin jab Baat aati hai 100-150 Blogs/ websites ki to Google apke Adsense ko kabhi bhi Suspend kar sakta hai. Kyunki google se abi tak koi nahi bach paya hai.


Friends muje laghta hai Apko  Free Article Mix ki yeh post PNB Private Blog Network in hindi kya hai? laghi hogi Aur apko kuch Knowledge jurar mili Hogi. Agar app iss post ko Social Media per share Karna Chahte Ho to Please Jurar Kare.



Comments

Popular posts from this blog

how to download youtube video

  YouTube is one of the most popular video streaming apps across the world. A lot of people use this app for learning something new or for entertainment purposes. There are times when you experience a poor connection or the data speed is too low, so you don’t get to stream videos properly. For this, YouTube lets you download and store videos within the app to view them later. There are other methods too to download a video in your phone’s local storage, so keep reading to know more. How to download YouTube videos in less than 60 seconds Method 1: YouTube offers two methods to download videos on its platform. Both the methods are simple. you simply need to open the app and download any video for offline viewing. The app doesn’t let you download a video in the phone’s local storage and for that, there are other methods. On the YouTube app, when you open any video, you will see a download option just below it. You just need to tap on that Download button and the download...

10 Tips SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe in hindi-mrohiblog

10 Tips SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe in hindi  Search result me achi rank paane ke liye SEO Friendly Content bahut jaroori hai. Lekin SEO Friendly Article likhna ek aasan kaam nahi hai , ek SEO Frienldy post likhne ke liye bahut sochna padta hai aur achi technique ka istemal karna padta hai. Aaj mai aapko bataunga SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe . SEO aapki puri website ko achi tarah se optimise karne aur website ranking me improvement laane ke liye bahut help karta hai lekin right SEO Technique bahut jaroori hai. SEO Friendly Blog Post likhne ka main wajah hai ki blog post ko search engine ke mutabiq optimisation karna hota hai, taki search engine ko aapke content ke bare me pata chale aur aapki ranking badhe jaldi se . To chaliye jante hai website ke liye SEO Friendly content kaise likha jaata puri detail me. SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe Ek achi SEO Friendly Post aapke blog ki search engine ranking ko badhati hai aur aapke post ko google ke pahle p...

What Is A Pixel ?

WHAT IS PIXEL IN HINDI – पिक्सेल क्या है, इसको कैसे मापते हैं आज हम चारो तरफ से टेक्नोलॉजी से घिरे हुए है। चाहे वो लैपटॉप हो या कंप्यूटर, led हो या कैमरा हमारे पास बहुत तरह की सुविधाएं है। लेकिन जब भी बात आती है स्मार्ट फ़ोन यानि की मोबाइल फ़ोन की तो हमे उसमे सबसे बेस्ट उसकी डिस्प्ले और उसका कैमरा चाहिए होता है।  कोई भी व्यक्ति सबसे पहले फ़ोन में यही दोनों चीज़ चेक करता है उसके बाद ही तय करता है की फ़ोन कैसा है। अब हम बात करे कैमरा की तो हमे सबसे पहले जो चीज़ देखनी चाहिए वो है इसके पिक्सेल। कैमरा के पिक्सेल पर ही उसकी इमेज की क्वालिटी निर्भर करती है। जितनी अच्छी और ज्यादा पिक्सेल का हमारा कैमरा होगा उतनी ही अच्छी हमारी फोटो आएगी और हम सभी को बड़े गर्व से अपना फ़ोन दिखा सकेंगे। What Is A Pixel ?  दोस्तों, जब भी आप कही भी पिक्चर मतलब image से related terms सुनते या पढ़ते है या video से related तो आपको pixel के बारे में जरुर बोला जाता होगा जैसे की कोई टीवी या स्क्रीन है जिसका resolution इतना pixel है जैसे की HD या full HD में – 1280×720 or 1920×1080 Pixel तब ...